The teacher could never be ordinary. Both, construction and destruction, belongs to him.
शिक्षक कभी साधारण नहीं होता. प्रलय और निर्माण उसकी गोद में पलते है ।
Shikshak kabhi sadharan nahi hota, pralay aur nirman uske god me palte hai.
Education is the best friend. An educated person is respected everywhere. Education beats the beauty and the youth.
शिक्षा ही सबसे अच्छी मित्र है. शिक्षित व्यक्ति हर जगह सन्मान पाता है. शिक्षा यौवन और सौंदर्य को परास्त कर देती है ।
Shiksha hi sabse achchi mitra hai. Shikshit vyakti har jagah sanman paata hai. Shiksha yauvan or saundarya dono ko paraast kar deti hai.
*****
एक अशिक्षित व्यक्ति का जीवन कुत्ते की पूंछ के तरह ही बेकार है जो न तो उसके पिछवाड़े को रक्षित करता है, न ही कीड़ों के काटने से बचाता है।
Ek ashikshit vyakti ka jivan kutte ki punch ki Tarah bekar hai, jo na to uske pichhvade ko rakshit karta hai or na hi kido ke katne se bachata hai.
Ek ashikshit vyakti ka jivan kutte ki punch ki Tarah bekar hai, jo na to uske pichhvade ko rakshit karta hai or na hi kido ke katne se bachata hai.
One whose knowledge is confined to books and whose wealth is in the possession of others, can use neither his knowledge nor wealth when the need for them arises.
वे, जिनके ज्ञान पुस्तकों तक ही सीमित हैं और जिनके धन दूसरों के कब्जे में हैं, वो आवश्यकता होने पर भी दोनों में से किसी का उपयोग नहीं कर पाते।
We, jinke gyan pustako tak hi simit hai or jinke dhan doosro ke kabje me
hai vo aavashyakta hone par bhi dono me se kisi ka upyog nahi kar pate.
We, jinke gyan pustako tak hi simit hai or jinke dhan doosro ke kabje me
hai vo aavashyakta hone par bhi dono me se kisi ka upyog nahi kar pate.
*****
Along with these Chanakya Quotes, you can also check these teachers day images 2020 and teachers day wishes to celebrate teachers day 2020.